Top Most facebook tricks 


1.Facebook me blank status kaise update kare ?


Facebook par blank status update ka option nahi kyonki facebook ye facility nahi deta lekin is trick ki help se aap aisa kar sakte ho agar aapko blank status update karna hai to status box me @[0:0: ] type kare or post kar de ab aap dekh sakte hai ki aapka post kiya status blank show ho raha hoga.




2.facebook messenger computer me kaise use kare ?


Dosto ham sabhi jante hai ki Facebook messenger sirf Mobile phone me use kiya ja sakta hai lekin ye bahut kam log jante honge ki Facebook messenger desktop par bhi use kiya ja sakta hai agar aap bhi ise desktop par use karna chahta hai to niche bataye mere instructions ko follow kare.

Step 1. Sabse pahle www.messenger.com par jaye.

Step 2. Ab aapke samne ek page open hoga usme aapko Continue As par click karna hai.

Step 3. Ab aap dekhenge ki aapka messenger chalu ho gya hoga.






3.Facebook ke kisi post ko apni wall se hide kaise kare ?


Dosto kabhi hamare Friends hame kuch aise post share kar dete ho hame pasand nahi hoti to aise me ham un post ko apne timeline se hide karna chahte hai agar aap bhi kisi post ko hide karna chahte hai to job hi post hide karni hai uske niche more ke option par click kariye or hide post ke option ko select karke save kar dijiye.


4. Facebook profile picture ko un-clickable kaise banaye ?


Dosto facebook par bahut sare fake log hai jo dusro ki photos download karke apni fake profile me use karke dusre usres ko bevkuf banate hai agar aap aise logo se apni profile pick o bachana chahte hai to niche bataye gaye instructions ko follow kare.

Step 1. Sabse pahle fb par login ho jaye.

Step 2. Ab Photos >> Albums >> Profile Picture ko select kare.

Step 3. Iske baad apne profile picture ki privacy public se change karke only me set kre.


Share and comments....