Aaj ki kal sab vedio dekhne ke liye youtube ka use karte ,  Educational video ho , Entertainment Video koi viral post ho ya koi viral song  har chiz ke liye ham youtube par hi jate h ,  par vedio dekhte ke phele ager 1 ad aaye to hame usse jada farak nahi padta hain par aaj kal video kafi lambi yani jada minute wali hoti hain or usme lagatar  4 se 5 ad hote hain jisse hamara video dekhne ka experience acha nahi hota hain asa me ham sb chhate hain ki kuch asa ho jaye ki ye  ad nahi , ham ager koi 1 hr ka vedio dekh rahe hai  to koi bhi ad na aaye or hamara experience acha bana rahe or uske liye hame na youtube ka premium na kharidana pade matalb bina paise diye ham video dekh sake to aaj is blog me ashi hi trick h jisme koi bhi bina paise diye ad free vedio dekh sakega or ha unlimited download bhi kar sake ga to chalte hain

.............................................................

To is chamatkari trick ka naam hain Youtube Vanced 



ye 1 open source web3 based application hain jisko kuch samay pahele Samsung jasi digaj company ne bhi apne new mobile ke sath preload karke diya tha ,...

yha application clean unharmful hain jo totaly open source avilable hain isme aapko bohot sare option mil jate hain  jaise .

1. Sponser block karna 

2. unlimited download 

3. high quality audio 

4. high resolution video 

5. same as youtube clean UI with some customization

6, or kai asa feature jo youtube me nahi milte hain ....

ise dekhte hue youtube official ne bhi apne premium version me ye sare feature laane suru kr diye hain kha ja sakta hain ki asli youtube youtube vanced ko copy kar ra hain hain ,,,,

To Baat ye hoti ki ye Youtube vanced milta kha hain , youtube vanced ko download karna hota hain wo bhi youtube vanced ki apni hi site se 

Step 1 : subse phale google ya kisi bhi search engine par apne ko Youtube Vanced search karna jaise niche hi photo me batya hain  ya is link par click karna hain  youtube vanced




step 2: Ab Vanced manager ko download karna hain vanced manager ab aap soch rahe honge ki vanced manager kyu kyuki   isme aapko 1 bandal ki bhati do option milte hai youtube vanced iske sath youtube music to aapko isko instal karna hain 


   








step 3: vanced manager ko download karne ke liye ispe click karna hain isme window me likha hoga file might be harmful ye islye aata hai  kyuki aapk isko play store se download nahi kar rahe hai halaka ki aap ager official youtube bhi ager google se download karenge to asha hi batayega aaoko Download anyway par click karna hain or download suru ho jayega 








step 4: Ye ab download ho chuka hoga ager apka nahi hua hain to me yha link de ra hu 






step 5: download hone ke baad kuch asa dikhega 


step : 6  ab aapko microg  download karna hai bina back kiye








step 7 : iske baad instal karke ise open karna hain or back karke phir se manager me jana jha aapko finaly youtube vacned download karna hain




Ab youtube vanced download hone ke baad instal karna h or ye ab kuch is tarh dikhega 




aap jab isko open karenge to dekhege vedio chalane par ad nahi aa raha hain ............................................


!3